Baba Main Teri Malika – Harshdeep Kaur, Shankar Mahadevan, Vibha Saraf – Raazi

Bachche Ki Jaan is a song from the Bollywood movie “102 Not Out.” The song is sung by Arijit Singh and music is composed by Salim-Sulaiman, with lyrics written by Hiral Brahmbhatt. “102 Not Out” is a comedy-drama film starring Amitabh Bachchan and Rishi Kapoor in lead roles. The song “Bachche Ki Jaan” captures the playful and heartwarming relationship between a father and his son, adding emotional depth to the film’s narrative.

Baba Main Teri Malika Lyrics
Ba chha say khan merj koor,
Dyu mai rukhsat myany boyjanoy,
Ba chha say khan merj koor,
Dyu mai rukhsat myany boyjanoy,
Ba chha say khan merj koor.
Ungli pakad ke tune,
Chalna sikhaya tha na,
Dehleez unchi hai ye,
Paar kara de.
Baba main teri malika,
Tukda hoon tere dil ka,
Ek baar fir se dehleez,
Paar kara de.
Mud ke na dekho dilbaro,
Dilbaro ,
Mud ke na dekho dilbaro.
Mood ke na dekho dilbaro,
Dilbaro ,
Mood ke na dekho dilbaro.
Faslein jo kaati jayein,
Ugti nahi hain,
Betiya jo byahi jayein,
Mudti nahi hai.
Oh faslein jo kaati jayein,
Ugti nahi hain,
Betiya jo byahi jayein,
Mudti nahi hai.
Aisi bidayi ho toh,
Lambi judai ho toh,
Dehleez dard ki bhi,
Paar kara de.
Baba main teri malika,
Tukda hoon tere dil ka,
Ek baar fir se dehleez,
Paar kara de.
Mere dilbaro,
Barfein galegi fir se,
Mere dilbaro,
Faslein pakegi fir se.
Tere pau ke talle,
Meri dua chale,
Dua meri chale.
Baba main teri malika,
Tukda hoon tere dil ka,
Ek baar fir se dehleez,
Paar kara de.
Mud ke na dekho dilbaro,
Dilbaro ,
Mud ke na dekho dilbaro.
Mud ke na dekho dilbaro,
Dilbaro ,
Mud ke na dekho dilbaro.

You might also like