Kun Faya Kun – A R Rahman, Mohit Chauhan, Javed Ali – Rockstar

Kun Faya Kun

Ya Nizamuddin Auliya
Ya Nizamuddin Sarkar

Kadam Badha Le Hadon Ko Mita Le
Aaja Khalipan Mein Pi Ka Ghar Tera
Tere Bin Khali Aaja Khalipan Mein
Tere Bin Khali Aaja Khalipan Mein

Rangreza Rangreza Rangreza
Ho Rangreza Rangreza

Kun Faya Kun Kun Faya Kun Faya Kun
Faya Kun Faya Kun Faya Kun
Kun Faya Kun Kun Faya Kun Faya Kun
Faya Kun Faya Kun Faya Kun

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Wo Jo Mujh Mein Samaya
Wo Jo Tujh Mein Samaya
Maula Wahi Wahi Maya
Wo Jo Mujh Mein Samaya
Wo Jo Tujh Mein Samaya
Maula Wahi Wahi Maya

Kun Faya Kun Kun Faya Kun
Sadiq Allahu Ali Ul Azeem

Rangreza Rang Mera Tan Mera Mann
Le Le Rangai Chahe Tan Chahe Mann
Rangreza Rang Mera Tan Mera Mann
Le Le Rangai Chahe Tan Chahe Mann

Sajra Sawera Mere Tan Barse
Kajra Andhera Teri Jalti Lau
Sajra Sawera Mere Tan Barse
Kajra Andhera Teri Jalti Lau
Katra Mila Jo Tere Darr Par Se
O Maula Maula

Kun Faya Kun Kun Faya Kun
Kun Faya Kun Kun Faya Kun
Faya Kun Kun Faya Kun Faya Kun
Faya Kun Faya Kun Faya Kun Aa Aa..

Kun Faya Kun Kun Faya Kun Faya Kun
Faya Kun Faya Kun Faya Kun Aa Aa..

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Kun Faya Kun Kun Faya Kun
Sadiq Allahu Ali Ul Azeem

Sadaqa-Rosooluh-Ul-Nabi-Ul-Kareem
Sallallahu Alaihi Wasallam
Sallallahu Alaihi Wasallam

Ho Mujhpe Karam Sarkar Tera
Araj Tujhe Karde Mujhe Mujhse Hi Riha
Ab Mujhko Bhi Ho Deedar Mera
Karde Mujhe Mujhse Hi Riha Mujhse Hi Riha

Mann Ke Mere Ye Bharam
Kachche Mere Ye Karam
Leke Chale Hai Kaha
Main Toh Janu Hi Na

Tu Hai Mujhme Samaya
Kahan Leke Mujhe Aaya
Main Hu Tujhme Samaya
Tere Piche Chala Aaya
Tera Hi Main Ik Saya

Tune Mujhko Banaya
Main To Jag Ko Na Bhaya
Tune Gale Se Lagaya
Hak Tu Hi Hai Khudaya
Sach Tu Hi Hai Khudaya Aa Aa

Kun Faya Kun Kun Faya Kun Faya Kun
Faya Kun Faya Kun Faya Kun
Kun Faya Kun Kun Faya Kun Faya Kun
Faya Kun Faya Kun Faya Kun

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Kun Faya Kun Kun Faya Kun
Sadiq Allahu Ali Ul Azeem

Sadaqa-Rosooluh-Ul-Nabi-Ul-Kareem
Sallallahu Alaihi Wasallam
Sallallahu Alaihi Wasallam

You might also like