Toofaan – Siddharth Mahadevan – Toofaan

Toofaan Lyrics

Rag Rag Mein Behta Laava Yaad Ka
Gussa Hai Ya Gam Hai Kya Pata
Jo Hai Namumkin
Wahi Karna Hai Ik Din
Ab To Yahi Hai Intehaan Tera

Hai Jo Gam Tera
Dil Mein Hi Chhupa
Apni Taakat Usse Tu Bana

Aage Deewar Hai
Chalna Duswar Hai
Ek Thokar Mein Usko Gira

Toofaan, Parvat Ko Tod De
Toofaan, Dariya Ko Mod De
Toofaan, Sooraj Nichod De
Toofaan, Ho Ho Ho

Toofaan, Hathon Mein Bijliyan
Toofaan, Jagdish Mein Aandhiyan
Toofaan, Lekar Chala Kahan
Ho Ho Ho

Chal Leke Ye Junoon
Wada Poora Karoon
Jo Tune Khud Se Hi Tha Kiya
Dushman Ho Aasmaan
Ya Ke Saara Jahan
Tu Hai Kon Ab Ye Sabko Dikha

Toofaan, Parvat Ko Tod De
Toofaan, Dariya Ko Mod De
Toofaan, Sooraj Nichod De
Toofaan, Ho Ho Ho

Toofaan, Hathon Mein Bijliyan
Toofaan, Jagdish Mein Aandhiyan
Toofaan, Lekar Chala Kahan
Ho Ho Ho

Dil Mein Koi Aag Firse Jaagi Hai
Tan Mein Soya Lahu Aankhein Malta Hai
Ik Zid Apna Rasta Dhoond Rahi Hai
Toofaan Jo Tham Sa Gaya Tha
Fir Chalta Hai

Toofaan, Parvat Ko Tod De
Toofaan, Dariya Ko Mod De
Toofaan, Sooraj Nichod De
Toofaan, Ho Ho Ho

Toofan, Hathon Mein Bijliyan
Toofaan, Jagdish Mein Aandhiyan
Toofan, Lekar Chala Kahan
Ho Ho Ho

You might also like