Rang Dariya – Yasser Desai – Chehre

“Rang Dariya” is a Hindi song from the Bollywood movie “Chehre,” which was released in 2021. The song is sung by Yasser Desai. The music for the song is composed by Gourov Dasgupta, and the lyrics are penned by Shekhar Kapur.

“Rang Dariya” is a soulful and melodious track that is featured in the movie’s soundtrack. It likely serves to evoke emotions and add depth to the storytelling in the film “Chehre.” The song’s lyrics and music contribute to the overall atmosphere and mood of the movie.

Rang Dariya Lyrics

Yaara Mujhe Tu Aise Aa Mila
Jaise Kaafir Ko Milta Hai Khuda
Karoon Laakh Baari Tera Shukriya
Bin Mange Tune Itna De Diya

Mera Safina Oh Paar Laga De
Ya Tu Mita De
Ya Tu Banade Koi Jariya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aakhon Ka Ye Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aakhon Ka Ye Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Main Bandeya Jaun Rangeya
Main Bandeya Jaun Rangeya
Beparwah Ye Dil Jaye Kareya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aakhon Ka Ye Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Koi Bandhe Mannate Koi Mange Jannate
Main To Naacheej Teri Chaah Ka Sawali Hoon
Likh Ke Teri Chahtein Karde Dastakhat Tere
Muddaton Se Jo Pada Koi Khat Main Khali Hoon

Chale Saari Rahein Hum Sang Mein
Tere Hi Rangune Rang De Kori Ye Chadriya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aakhon Ka Ye Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aakhon Ka Ye Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Chehro Ki Bheed Mein Tu Pasand Aa Gaya
Meri Najar Mein Teri Tasveer Rehti Hai
Hua Main Ameer Paake Teri Dildariyan
Sun Ye Mere Khwabon Ki Tadeer Kehti Hai

Hona Kabhi Tu Mujhse Judaa Na
Chahe Khuda Ya Chahe Khafa Ho Sari Duniya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aakhon Ka Ye Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aakhon Ka Ye Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Main Bandeya Jaun Rangeya
Main Bandeya Jaun Rangeya
Beparwah Yeh Dil Jaye Kareya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aakhon Ka Ye Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Written by: Farhan Memon

You might also like