Matlabi Yariyan – Neha Kakkar – The Girl On The Train

Matlabi Yariyan

Kyun Bich Mein Ye Deewarein Hai
Badhne Lagi Ye Daraarein Hai
Hai Wajah Kuch Wajah

In Dooriyon Ke Ishare Hai
Samundar Mein Doobe Kinaare Hai
Har Jagah Har Jagah

Soyi Nazar Mein Sau Dard Jage
Bikharti Gayi Main Jod Jod Dhage

Haariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yariyan
Haariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yariyan
Yaariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yariyan

Ishq Mein Thi Kitni Khamiyan
Bas Mili Hai Badnamiyan
Ishq Mein Thi Kitni Khamiyan
Bas Mili Hai Badnamiyan

Dil Ke Musafir Ne Dekhi Hai
Har Pal Nakamiyan
Saare Khwaab Toote Aankho Ke Aage
Bikharti Gayi Main Jod Jod Dhage

Haariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yaariyan
Haariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yaariyan
Yaariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yaariyan

Jhoothi Sajjna Ki Yaari
Jhoothi Thi Wo Davedari
Jhoothi Nikli Dilon Ki Saude Baaziyan

Jhoothi Sajjna Ki Yaari
Jhoothi Thi Wo Davedari
Jhoothi Nikli Dilon Ki Saude Baaziyan

Haariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yaariyan
Haa Haa Aaa

Haariyan
Yaara Matlabi Thi Teri Yaariyan

You might also like